Subhanallahi Wa bi hamdihi Subhanallahil Azeem k Fazail Hazrat Abu Huraira (R.A.) say rawayat hai k Rasool Allah (S.A.W.) nay farmaya 2 kalmay aisay hain jo Allah Pak ko bohat pasand hain. Zuban par nahayat halkay magar meezan main bohat bhari hain yani Subhanallahi...