by Pray | Sep 22, 2019 | Dua
Hifazat Ki Dua بِسمِ اللہِ تَوَکَلْتُ عَلی اللہِ لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّۃِ اِلَّا بِاللہِ الْعَلیِ الْعَظِیْم Bismillāhi tawakkaltu ‘ala Allāhi wa lā ḥaula wa la quwwata illā billāhil Aliyil’aẓeem Is dua ko ghar say nikalte waqt talawat karnay walay ki hadsat,...
by Pray | Sep 21, 2019 | Dua
Maraqaba e Shafa Is topic main ham apko har qisam ki jismani, nafsiyati aur rohani bemarion ka aik aisa rohani hal bataen gay jo aj say pehle ap nay kabhi na suna hoga. Hamari dunia an gint zahri aur batni bemarion say bhari pari hai. In bemarion k sirf aik hisay k...
by Pray | Sep 21, 2019 | Ism e Azam
Subhanallahi Wa bi hamdihi Subhanallahil Azeem k Fazail Hazrat Abu Huraira (R.A.) say rawayat hai k Rasool Allah (S.A.W.) nay farmaya 2 kalmay aisay hain jo Allah Pak ko bohat pasand hain. Zuban par nahayat halkay magar meezan main bohat bhari hain yani Subhanallahi...
by Pray | Sep 21, 2019 | Taweezat
Surah Fatiha Ka Taweez Aaj k is topic main aik gaon Pindi Bhatian k aik mareez ka waqia bian kia jaa raha hai jo Cancer ki akhri stage main tha. Aaj say 5 saal pehle mah e ramzan main usay Doctors jawab day chukay thay jab us nay hamaray silsilay k Bazurgon say dua ki...
by Pray | Sep 21, 2019 | Qurani Taweezat
Aaj ham apko bataen gay k Jadu ka tor Qurani Ayat se kis tarha mumkin hai. Rasool Allah (S.A.W.) nay farmaya; Surah Al-Baqarah ki talawat kia karo kiun k iski talawat bais e barkat aur isay chorna bais e hasrat hai aur iski talawat karnay walay par Jadugar qudrat nahi...
by Pray | Sep 21, 2019 | Jadu Ka Tor
Jinnat Se Hifazat Quran Se Aaj ki video main ham apko bataen gay k Jinnat se hifazat Surah Al-A’raf se kis tarha mumkin hai. Aaj taka p nay shareer jinnat se Allah ki Panah hasil karnay k liye bohat se Rohani Amal kiye hon gay. Agar abhi taka ap jinnat ki pakar main...
by Pray | Sep 21, 2019 | Dua
Naqsh Surah e Rahman K Fazail Aaj ki video ka mozu hai Surah e Rehman k Fazail. Is video main ham Surah e Rahman k aisay heran kun fazail bian karain gay jo aaj say pehle ap nay kabhi na sunay hon gay. Ashiqan e Rasool (S.A.W.) k k liye Surah e Rehman k faiz se bara...
by Pray | Sep 21, 2019 | Taweezat
Aaj ka mozu hai Fazail Naqsh Surah Al e Imran jis main ham apko bataen gay k aik nabina shakhs nay kis tarha Surah Al e Imran ki tilawat se khofnak toofan ko rok liya. Surah Al e Imran ki fazilat k baray main Hazrat Abu Amama (R.A.) say riwayat hai k main nay Rasool...
by Pray | Sep 21, 2019 | Dua
اس نقش کو حاصل کرنے کی دو صورتیں ہیں نقش کا ہدیہ عہد کی صورت میں نقش کا ہدیہ روپے پیسے کی صورت میں نقش کا ہدیہ عہد کی صورت میں اگر آپ ہمارے روحانی سینٹر سے نقش فی سبیل اللہ حاصل کرنا چاہتے ہیں تو اس نقش کا ہدیہ اس عہد کی صورت میں ادا کریں ۔ عہد: یا اللہ میں یہ عہد...
by Pray | Sep 21, 2019 | Dua
Rishte Ki Bandish Ka Tor Aaj ka mozu hai Surah e Muzammil Ka Amal jis main ham Surah Muzammil k Rohani faiz o barkat ka tazkara un Sayleen k liye bian kar rahe hain jinki shadi main rukawat hai ya aisay larkay larkiyan jo pasand ki shadi karna chahte hain lakin us...