Hifazat Ki Dua
بِسمِ اللہِ تَوَکَلْتُ عَلی اللہِ لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّۃِ اِلَّا بِاللہِ الْعَلیِ الْعَظِیْم
Bismillāhi tawakkaltu ‘ala Allāhi wa lā ḥaula wa la quwwata illā billāhil Aliyil’aẓeem
Is dua ko ghar say nikalte waqt talawat karnay walay ki hadsat, chori, daketi aur cheezon k chin Janay say hifazat hoti hai. Is dua k wasilay say us Insan ki izat aur jaan Allah ki panah main rehti hai. Is dua ko rozana ghar say nikalte waqt 11 martaba talawat kar lene sy Farishte subha say sham tak us insan ki hifazat par mamoor ho jate hain. Is dua k fazail bay hud o hisab hain. Hamaray Bazurgon nay is dua ko silsilay k members say aik karor martaba talawat karwaya. Jis par Allah ki zaat nay us dua ka faiz jari kia. Bazurgon nay us dua ka faiz logon main aam karnay k liye inhi duaia kalmat ka naqsh tayar kia. Is Naqsh ko pas rakhne sy insan fori taur par Allah ki panah main aa jata hai. Anjanay hadsat, najaez mout, chori, daketi aur mozi janwaron say wo insan Allah ki panah main rehta hai. Arsa daraz say bayshumar afrad is dua aur naqsh e hifazat say faizyab ho rahe hain. Hamaray Rohani Centre main har jumerat ko log is dua ko makhsoos tadad main talawat kar k arsal karte hain. Is dua ko Allah k Hazoor paish karne k baad hifazat k naqoosh par dam kar dia jata hai. Jis say in naqoosh ka faiz mazeed barh jata hai. Agar ap ye Naqsh ehed k zariye free hasil karna chahte hain to diye gaye Phone Nor par tabta qaem karain.
Female: 0321-7970893
Male: 0323-4028555
Surah Waqiah Ayat 52 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 51 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 50 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 49 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 48 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 47 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 46 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 45 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 44 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 43 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 42 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...
Surah Waqiah Ayat 41 (Verse) With Urdu & English Translation
Surah Waqiah Ayat...











